Aaj ke is lekh me ham aapako Munawar Faruqui Shayari in Hindi ki is blog posṭ ko sheyar karane jaa rahe hai, vaise to munavvar phaarukii ek sṭainḍap kaameḍiyan owr saath hii yuṭubar owr raajaniitii me bhii shaamil hai owr bhii tarah ke unake amdar skils hai jinakii vajah se vo kaafii phemas hai owr saath hii ek achchhe shaayar owr raaiṭar bhii hai magar ham is blaag me khaaasakar unake shaayarii ke baare me baat karane vaale hai. Jo kaafii prachaalit hai munavvar phaarukii kii besṭ shaayarii jo aapako kaafii pasand aane vaalii hai.
Munawar Faruqui Ke Baare Main:
Munawar Faruqui ek Bharatiya stand-up comedian hai jinhone apne karyakramon ke zariye prasiddhi hasil ki hai, lekin unke kuch pradarshan ne vivad utpann kiya hai. Unka janm 29 Janvari 1992 ko Gujarat ke Junagadh zile mein hua tha. Faruqui ne apne kariye mein kuch bahut hi vichardharmanuyayi aur samvedansheel stand-up comedy ke liye prashikshan prapt kiya hai.
Ek Shayari Likhi Hai
Kabhi Milogi To Sunaunga ,Teri Seerat Saf Shishe Ki Tarah
Mere Daman Me Dag Harazon Hai ,Tu Nayab Kisi Patthar Ki Tarah
Mera Uthana Baithana Bazaron Mein Hai ,Teri Mojudgi Ka Enteraam Kar Bhi Lun
Jab Hoga Roobaruh To Ye Jazbaat Kaha Chhupaunga,Ek Umr Leke Aana
Main Khali Kitab Leke Aaunga ,Tod Kar Laane Ke Wade Nahi,
Main Apni Kalam Se Sitare Sajaunga ,मुनीवर फारूकी की शायरी
Meri Sabar Ki Intehaa Par Shak Kaisa
Mene Tere Aane Jane Pe Ta Umr Likhi Hai ,Jin Pe Koi Khas Nahi Mera
Tu Ek Baar Qubool Kar Me Apne Gawahon
Ko Asaman Se BulaungaEk Shayari Likhi Hai
Kabhi Milogi To Sunaunga ,,Kai Raat Gujari Hai In Andhere Me
Tum Thoda Sa Nur Le Aaoge ,Mere Takiye Gile Hai Aasuo Se
Kya Tum Mujhe Apni God Se Sulaoge,Suna Hai Bag Hai Tumhare Angan Me
Mere La Hasil Bachapan Ko Wo Jhula Dikhaoge,Mene Khoya Hai Apni Har Pyari Chiz Ko
Me Apni Kismt Phir Bhi Ajamaunga ,Ek Shayari Likhiu Hai
Kabhi Milegi To Sunaunga ,,!!